Wednesday, 17 August 2016

Namaz K Fazail

Assalam.o.Alikum
                                 Namaz hi hai Jo Insan Ko rahat Daiti hai,Khushi daiti Hai,Namaz Parhny Wala Kabhi Pareshan nai ho ga. Namaz har Mard,Aurat Par Farz hai, Allah Ko Khush Karny k aik zariya Hai.

Quran Mein bar bar Namaz ka Hukm Diya gaya.Namaz Parhny K Bahut zeyada fazail hn Jin mein sy Chand Hm ap Ko samny Byan Karty hn.........

Hum na apna Kam Pora Kar Diya ap K Sath Share Kr k, ab ap ki Mazri hai k ap kitna Share Karty hn. Allah Amal ki Tofeeq Dy. Ammen

Sadqa Karny K Fazail

Assalam.o.Alikum
                                 Allah Sadqa karny Waly ko bahut Pasand karty hn.Sadqa Karna Aik behtreen Amal Hai. Ye har Muslim Ko Lazmi karna Chaheye. Q K Sadqa Karny sy Aik to Rizq mein Izafa Hota Hai,insan ki Zindgi Asaan ho jati hai aur Bhut hi zeyada Sawab Milta Hai.

Aur jo ap ka sadqa e jariya Hota Hai wo jab Tk Qayamat nai ati Us Ka ap ko Sawab milta rahyga, es sy zeyada aur Insaan Ko kia Chaheye?


Allah na insan ko neki Kamny k ly bahut hi Asan Kam batae Hn agar hum amal karn to.... Allah Amal ki Tofeeq ata Dy, Ameen

Waldain K Haqooq

Assalam.o.Alikum
                                 Kaisy Hn Mery all Muslims Bhai? ajj Hum ap Ko Btaen gy K Waldain k Kia Haqooq hn Jo hamein Har Hall mein ada Karny hn. aur ye Farz hn. Bhut sy Logon ko pata ho Hai Hai k Asal haqooq hn Kia.

ess Post mein ajj hum ap Ko btaen gy K waldain k Kitny haqooq Han. Un ki Zindgi Mein aur Un K intaqaal k bad. ye Hn waldain k haqooq Jo hum na ada Karny hn.

Hum na apna Kam Pora Kar diya ab ye ap pi hai k ap Ess par kitna amal karty hn aur Kitna ap ess Ko Dusron k sath share karty hn. Allah Hamary Waldain ko Lambi Umar Dy. Ameen

Rizq Ko kam Karne K 5 Asbab

Assalam.o.Alikum
                                 How are You? Bhai aj Ka Topic Rizq k hawaly sy Hai, K Hum aj Riqa k ly Q pareshan Hn, Hum Muslim hn Par Muslims Ko Jaisa Karna Chaheye Us trha Nai Kar paty. agar Hum Quran aur apny Pyary Nabi Hazrat Muhammad (P.B.U.H) k Batey Rasty par Chaln to Kabhi bhi Humein Koi Pareshani Na aye,,,,,,

Kia waja hai aj har Banda Rizq K ly Tang Hai? ksi na Kabhi janny ki Koshish hi Nai Ki, Mery Bhai agar Hum ksi Chez ka hal hi Nai Nikaln gy To Kia wo Malsa Hal ho Ga? Kabhi Nai
ess ka Assan sa hall main ap Ko Paish Karta hn, Jis Ki Waja sy humein Masail aa rahy hn.

Hamara Kam ap taq ye information pahunchana tha ab ye ap ki zimadari hai k esyy Agy Share karn,, Ta k Hum ko En Masail ka hall Mily aur Hamari zindgi Khush Gawar ho. Allah Amal ki Tofeeq Dy. Ameen

Allah Ki Kasmein Khana

Assalam.o.Alikum
                                 ajj Hum ao Ko Btaen gy k Jab Hum Bat Bat par Allah Ki Kamein Khaty hn Allah na Es Bary Mein Kia Farmaya Hai,,,,,


Hum sab Muslims Hn Pata Nai hum ye Q Bhol Jaty hn,,, Hum Muslims sy aj Ka Kafir Bhi betr Nazar ata Hai. hamein Sab Chez Ka Pata Bhi hai K ye Kam Galat hai aur ye Theak Hai. Quran Hamry samny Hai, Phir bhi hum Sekhty Kuch nai. 
Hamara Kam ap ko batana Tha ab Ye ap par hai k ap ess Par Kitna Amal karty Hn aur Agy Share Karty hn. Allah ap Ko Khush Rakhy aur Amal ki Tofeez Ata famay..... Ameen

Parda Ke Sharei Ehkaam

Assalam.o.Alikum
                                  Ajj Hum ap Ko Btaen sy k islam Mein Parda ko Kitna ahmiyat di Hai, ess sy andaza Laga sakty hn k hamry ley Parda Kitna ahm Hai.Tmam Mulims sy Request hai k Khud Nhi Ess ka Khiyal Rakn aur Disron Ko Bhi es Ki talqeen Karn. Q k Hum Muslims hn to ye Hamara Aik Farz Banta Hai........

Insha Allah ap ko ess sy zaror Pata Chal jae Ga k Parda hamry Ley Kitna Ahm Hai. aur agar hum Parda Nai karty to ess sy Hamein Kia Nuksan Ho dakta Hai, aur Hamary Allah Na Hamein Izat Di hai.


Hamara kam ap tak ye Msg Pahunchana Tha ab ye ap par hai k ap ess Message ko Kitna Share Karty Hn. jitna ap Share Karn Gy utna ap ko Sawab Naseeeb ho ga, Allaha amam Ti Tofiq Ata Farmay. Ameen

Copyright @ 2013 All About islam.